Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeTaj (1956)
HomeTaj (1956)
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


baansuriya phir se bajaa ho kaanha baansuriya phir se bajaa baansuriya phir se bajaa ho kaanha baansuriya phir se bajaa ja ja na hamko sataa ho raadha ja ja na hamko sataa baansuriya phir se bajaa ho kaanha baansuriya phir se bajaa bansi na baaje to jiya mora dole jiya mora dole piyaa boli ye bole bansi na baaje to jiya mora dole jiya mora dole piyaa boli ye bole phir se wohi dhun sunaa ho kaanha baansuriya baansuriya phir se bajaa ho kaanha baansuriya phir se bajaa sun ri oh natkhat gawalan ki chhori main na bajaunga ye baans ki pori sun ri oh natkhat gawalan ki chhori main na bajaunga ye baans ki por aise na mujhko rulaa ho kaanha baansuriya baansuriya phir se bajaa ho kaanha baansuriya phir se bajaa kaanha teri murali mein raadha ki jaan hai raadha tu hi to meri bansi ki taan hai kaanha teri murali mein raadha ki jaan hai raadha tu hi to meri bansi ki taan hai honthon se murali lagaa ho kaanha baansuriya baansuriya phir se bajaa ho kaanha baansuriya phir se
gori bulaye tera saanwriya manaye tera saanwriya maan bhi ja gori bulaye tera saanwriya manaye tera saanwriya maan bhi ja tere bina o gori kaise bajegi mori baansuriyaa manaaye tera saanwriya maan bhi ja gori bulaye tera saanwriya manaye tera saanwriya maan bhi ja ruk ja o jaanewali dil tadpanewali tod ke kisi ka dil jaana hai bura ruk ja o jaanewali dil tadpanewali tod ke kisi ka dil jaana hai bura itna bhi maan kaisa roop ka guman kaisa dekho ji ye baan chalana hai bura dekho ji ye baan chalana hai bura baali umar tu hai baanwriya manaye tera saanwriya maan bhi ja gori bulaye tera saanwriya manaye tera saanwriya maan bhi ja tere bina o gori kaise bajegi mori baansuriyaa manaaye tera saanwriya maan bhi ja gori bulaye tera saanwriya manaye tera saanwriya maan bhi ja chhod bhi de zidd raani baat jo na meri maani ik din tujhe pachhatana padega chhod bhi de zidd raani baat jo na meri maani ik din tujhe pachhatana padega akhiyaan jhukaaye huye mukhda chhupaye huye haar
jahaan mein aayi diwaali bade charaag jale humaare dil mein magar tere ghum ke daag jale jahaan mein aayi diwaali bade charaag jale humaare dil mein magar tere ghum ke daag jale kadam kadam pe charaagon ka aaj mela hai bujha hua mere dil ka diya akela hai kabhi na aise kisi ki khushi ka baag jale humaare dil mein magar tere ghum ke daag jale ajeeb rang liye ab ke aayi diwaali ajeeb rang liye ab ke aayi diwaali kisi ne ghar ko jala ke manaayi diwaali udhar charaag idhar dil kaa daag daag jale zameen pe utra hua kaafila sitaaron ka dilaaye yaad sama pyaar ki bahaaron ka jo tum nahin ho to kaise mera charaag jale humaare dil mein magar tere ghum ke daag jale jahaan mein aayi diwaali bade charaag jale humaare dil mein magar tere ghum ke daag jale
jhoom jhoom kar chali akeli aaj na jaane kahaan naveli mast nazar sharmaaye ho gaya ho gaya hai pyaar ka jaadu naagin si bal khaye jhoom jhoom kar chali akeli aaj na jaane kahaan naveli mast nazar sharmaaye ho gaya ho gaya hai pyaar ka jaadu naagin si bal khaye mastaani hai chaal gulaabi gaal umariya baali mastaani hai chaal gulaabi gaal umariya baali ghunghar waale baal sunehri jaal nazariya matwaali door door se jhalak dikhaye saanwariya jab paas bulaaye chham chham badhti jaaye ho gaya ho gaya hai pyaar ka jaadu naagin si bal khaye jhoom jhoom kar chali akeli aaj na jaane kahaan naveli mast nazar sharmaaye ho gaya ho gaya hai pyaar ka jaadu naagin si bal khaye albeli magroor nashe mein choor chali lehraati albeli magroor nashe mein choor chali lehraati dekho karti maan chalaati baan hai dil ko tadpaati aag laga kar aankh churaaye saanwariya jab paas bulaaye chham chham badhti jaaye ho gaya ho gaya hai pyaar ka jaadu naagin si bal khaye jhoom jhoom kar chali
mohe chhod gaya mora saanwariya meri aasha toot gayi mohe chhod gaya mora saanwariya meri aasha toot gayi mohe chhod gaya mora saanwariya meri aasha toot gayi haaye re meri aasha toot gayi aaj meri majboor muhabbat ro ro tumhen pukaare ae aaj meri majboor muhabbat ro ro tumhen pukaare pyaar bhara dil tod ke saajan tum kis or sidhaare mukh mod gaya mora saanwariya meri aasha toot gayi mohe chhod gaya mora saanwariya meri aasha toot gayi haaye re meri aasha toot gayi kaun sune mere man ki batiyaan koi nahin mera apna aa aa kaun sune mere man ki batiyaan koi nahin mera apna preet abhaagan aaj huyi hai ek adhoora sapna dil tod gaya mora saanwariya meri aasha toot gayi mohe chhod gaya mora saanwariya meri aasha toot gayi haaye re meri aasha toot gayi
tum sang lage piya more naina ik pal chain na aaa aa aa aaye tum sang lage piya more naina ik pal chain na aaa aa aa aaye tum sang lage paapi man mori baat na maane paapi man mori baat na maane kaun ise aaye samjhaane machal machal reh jaaye tum sang lage piya more naina ik pal chain na aaa aa aa aaye tum sang lage mann mein samaayi more shyaam suratiya mann mein samaayi more shyaam suratiya kis bidh bhoolun main pee ki muratiya kis bidh bhoolun main pee ki muratiya baat samajh nahin aa aaa aaye baat samajh nahin aaaa aaaaaye tum sang lage piya more naina ik pal chain na aaa aa aa aaye tum sang lage de hi gaya jo dard suhana de hi gaya jo dard suhana mushkil hai ab usko bhulana pee bin kachhu nahin bhaaaaye tum sang lage piya more naina ik pal chain na aaa aa aa aaye tum sang lage
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Baansuriya Phir Se Bajaao Taj (1956) 03:19 32545
 
Poster of Taj (1956)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1956
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Hemant Kumar (Mukherji)
On Screen Actors- 
Vyjayanthimala, Pradeep Kumar
Duration : 03:19   Song Number : 32545   

Gori Bulaye Tera Taj (1956) 03:26 14310
 
Poster of Taj (1956)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1956
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Hemant Kumar (Mukherji)
On Screen Actors- 
Pradeep Kumar
Duration : 03:26   Song Number : 14310   

Jahaan Main Aayi Taj (1956) 03:17 40448
 
Poster of Taj (1956)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1956
Lyricist
Rajinder Krishan
Music Director- 
Hemant Kumar
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Vyjayanthimala
Duration : 03:17   Song Number : 40448   

Jhoom Jhoom Kar Chali Taj (1956) 03:21 17205
 
Poster of Taj (1956)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1956
Lyricist
Rajinder Krishan
Music Director- 
Hemant Kumar
Singer- 
Hemant Kumar
On Screen Actors- 
Pradeep Kumar, Vyjayanthimala
Duration : 03:21   Song Number : 17205   

Mohe Chhod Gaya Taj (1956) 03:25 32855
 
Poster of Taj (1956)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1956
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Hemant Kumar (Mukherji)
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Vyjayantimala
Duration : 03:25   Song Number : 32855   

Tum Sang Lage Piya Taj (1956) 04:19 36823
 
Poster of Taj (1956)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1956
Lyricist
Rajinder Krishan
Music Director- 
Hemant Kumar
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Pradeep Kumar, Vyjayantimala
Duration : 04:19   Song Number : 36823